
← Ask Mufti Tariq Masood Podcast9 sept · 40 min
Masail Ka Hal - 509th Session | Ask Mufti Tariq Masood 🕌
Masail Ka Hal - 509th Session | Ask Mufti Tariq Masood 🕌
(0:00) Intro
(0:03) Bachay ka jhoot pakra jaye to tarbiyat kaisay karein?
(1:12) Arabic mein dua afzal hai ya Urdu mein?
(2:48) Mard apni biwi ko make-up na karne de to?
(3:58) Hazrat Khizar (AS) ke baare mein ghalat aqeede rakhne se insan kafir ho jata hai?
(5:24) Billi ka luaab napaak hai?
(6:27) Aurat agar shohar ke rishtedaron se sakht rawayya rakhe to gunahgar hogi?
(7:08) Ghalti se kisi ko dukh dene ka kaffara?
(7:19) Walidain aulaad ka zabardasti rishta kar sakte hain?
(7:41) Bachon ke music toys?
(8:20) Shadi se pehle larka larki ki kitni guftagu jaiz hai?
(9:46) Mohalle ki masjid ke imam ki ghaltiyon par tanqeed karna?